Bachpan Se Hi Sarkar Ke Tukdon Pe Pala Hoon

Bachpan Se Hi Sarkar Ke Tukdon Pe Pala Hoon

Bachpan Se Hi Sarkar Ke Tukdon Pe Pala Hoon
Mai Shahe Madina Ke Gadaon Ka Gada Hoon.

Nazaan Hain Mere Baqt Shahane Zamana
Qasaa Liye Dehleez -E- Payambar Pe Khada Hoon.

Hai Naaz Mujhe Nisbate Hassan Pe Nazish
Wo Naat Ka Suraj Hai Mai Chota Sa Diya Hoon.