Nayeb -E- Khwaja Piya Makki Miyan Sarkar Hain
Nayeb -E- Khwaja Piya Makki Miyan Sarkar Hain
Nayeb -E- Khwaja Piya Makki Miyan Sarkar Hain
Laqte Qalbe Murtaza Makki Miyan Sarkar Hain.
Hazrate Pasha Miyan Ke Aap Hain Laqte Jigar
Dilbare Ghousul Wara Makki Miyan Sarkar Hain.
Hain Wazeer -Ul- Mulk Hain Mahmoode Aalam Ghouse -E- Waqt
Mai Bataun Kya Ke Kya Makki Miyan Sarkar Hain.
Sainkdon Ko Faiz Se Apne Kiya Hai Mustafeez
Baabe Faize Mustafa Makki Miyan Sarkar Hain.
Jo Bhi Aaya Dar Pe Wo Mayoos Lauta Hi Nahi
Makhzan -E- Jood -O- Sakha Makki Miyan Sarkar
Kyun Na Ye Khwaja Gada Makki Ka Bankar Khush Rahe
Noore Chashme Fatima Makki Miyan Sarkar Hain.